Mughay tumharay aanay ke jalde the
Aur tumhain janay kee
Bas isse jaldbaze main hum dono
Bhol bathay apna kuch saman dono
Yahan tum
Maray badan par apnay Lams ke kirnain,
Nazar kay Teer aur yadon ke shama
Jalti chor aae ho
Ye dakho
Maray lehaf main bikhray chand nem garm khoob-ru lamhay,
Takyeya say liptay nozaeda khushbu kay taza Khawanchay
Aur pasay-pardah maray daman say latke huey
Apni chahakte hanse chor aae ho
wahan main
tumharay pass Chnd
rangen sunahre tute huey sansain,
Kuch bikhray huay khawabon ke pur lutf taaberain
Aur
Khwahishon kay jhulay main jhulta huya
Nanha sa masom dil chor aya hon
Dakho
Ab naey mosm main tum yaad rakhna
Apni amanatain leay hum phir milain gay
To tum
Jaldi aana
Magar
Jaldi main na aana….!
Aur tumhain janay kee
Bas isse jaldbaze main hum dono
Bhol bathay apna kuch saman dono
Yahan tum
Maray badan par apnay Lams ke kirnain,
Nazar kay Teer aur yadon ke shama
Jalti chor aae ho
Ye dakho
Maray lehaf main bikhray chand nem garm khoob-ru lamhay,
Takyeya say liptay nozaeda khushbu kay taza Khawanchay
Aur pasay-pardah maray daman say latke huey
Apni chahakte hanse chor aae ho
wahan main
tumharay pass Chnd
rangen sunahre tute huey sansain,
Kuch bikhray huay khawabon ke pur lutf taaberain
Aur
Khwahishon kay jhulay main jhulta huya
Nanha sa masom dil chor aya hon
Dakho
Ab naey mosm main tum yaad rakhna
Apni amanatain leay hum phir milain gay
To tum
Jaldi aana
Magar
Jaldi main na aana….!
No comments:
Post a Comment